Wo shahre mohabbat jahan mustafa hai lyrics
Woh shehre mohabbat jahan Mustafa hain
Wohin ghar banane ko jee chahta hai
Woh sone se kankar, woh chaandi si mitti
Nazar mein basaane ko jee chahta hai
Joe Po-cha Nabi saw na- ke, kuch-h ghar-r bhi ch-oda
To Siddiq-e-Akbar ke honton pe aaya
Wahan maal-o-daulat ki kya hai haqeeqat?
Jahan jaan lutane ko jee chahta hai
Jihad-e-mohabbat ki awaaz goonji
Kaha Hanzala ne ye dulhan se apni
Ijazat agar ho to jaam-e-shahadat
Labon se lagane ko jee chahta hai
Sitaaron se ye chaand kehta hai har dam
Tumhein kya bataoon woh tukdon ka aalam
Ishaare mein Aaqa ke itna maza tha
Ke phir toot jaane ko jee chahta hai
Woh nanha sa Asghar, jo eedi ragad kar
Yehi keh raha tha woh kheme mein ro kar
Ae Baba! main paani ka pyaasa nahin hoon
Mera sar katane ko jee chahta hai
Jo dekha hai rooye jamaal-e-risalat
To, Tahir! Umar Mustafa se ye bole
Badi aap se dushmani thi magar ab
Ghulami mein aane ko jee chahta hai
Naat Lyrics In English
That city of love where Mustafa ﷺ resides,
It’s there that my heart longs to build a home.
Those pebbles of gold, that silver-like soil,
My eyes desire to make them my own.
When the Prophet ﷺ asked, “Did you leave any wealth behind?”
On Siddiq-e-Akbar’s lips came this reply:
“What worth is wealth and riches in that land,
Where the heart only longs to give life and die?”
The call of love’s jihad echoed aloud,
Hanzala said to his bride with pride:
“If you grant me leave, I shall drink from the cup,
Of martyrdom, with joy at my side.”
The moon whispers to the stars each night,
“How can I describe that wondrous sight?
The pleasure found in his single gesture,
Makes me long to be shattered outright.”
That little Asghar, rubbing heel on heel,
Wept in the tent with a tender appeal:
“O father! I’m not thirsty for water,
But to give my life—that’s what I feel.”
Upon seeing the beauty of the Prophet’s face,
’Twas Umar who spoke with deepest grace:
“Once enmity filled my heart for you,
But now I long for your slave’s embrace.”
Next Beautiful Naat:
0 Comments
Welcome to Faisal Poetry Lyrics Blog...🌹🌹🌹