Madine ke aaqa salamun alaika lyrics
Madine ke Aaqa, Salamun Alaik
Do Aalam ke Daata, Salamun Alaik
Zameen mein Muhammad ﷺ, Zamaan mein Muhammad ﷺ
Makeen mein Muhammad ﷺ, Makaan mein Muhammad ﷺ
Har ek shay mein jalwa Rasool-e-Khuda ka
Salamun Alaik, Salamun Alaik
Madine ke Aaqa, Salamun Alaik
Do Aalam ke Daata, Salamun Alaik
Gunaahon ne ghera, Khataon ne ghera
Museebat ne ghera, Balaon ne ghera
Bacha lijiye ga, Bacha lijiye ga
Salamun Alaik, Salamun Alaik
Madine ke Aaqa, Salamun Alaik
Do Aalam ke Daata, Salamun Alaik
Hamari bhi qismat bana dijiye ga
Nasibaan bhi soya jaga dijiye ga
Humein apna Roza dikha dijiye ga
Humein phir Madina bula lijiye ga
Salamun Alaik, Salamun Alaik
Madine ke Aaqa, Salamun Alaik
Do Aalam ke Daata, Salamun Alaik
Na daulat talab hai, na shohrat talab hai
Hukumat talab hai, na izzat talab hai
Humein dijiye Kaali Kamli ka saaya
Salamun Alaik, Salamun Alaik
Madine ke Aaqa, Salamun Alaik
Do Aalam ke Daata, Salamun Alaik
Hun mohtaaj mein Aap ki ek nazar ka
Fida Aap par mere Maa Baap Aaqa ﷺ
Ke hum sab pe nazr-e-karam kijiye ga
Ke Arshad pe nazr-e-karam kijiye ga
Salamun Alaik, Salamun Alaik
Madine ke Aaqa, Salamun Alaik
Do Aalam ke Daata, Salamun Alaik
0 Comments
Welcome to Faisal Poetry Lyrics Blog...🌹🌹🌹