Ashab e Kahf Story in Urdu [English]

Ashab e Kahf Story in Urdu

Sainkroun Saal Pehle Aaik Mulak Per Zalim Bott Parast Badshah Hakumat Karta Tha. Yahan Ke Loog Daiwtaoun Ke Bottoun Ki Pooja Karte Aur Un Hi Se Muradein Maangte. Wahan Ke Badshah Ne Yeh Qanoon Bana Diya Ke Jo Koi Buttoun Ki Pooja Na Karei Ussay Qatal Kar Diya Jaye.

Wahan Ke Kuch Nujawan Allah Pak Per iman Rakhte Thay. Woh Kalma Parhtay Aur iman Ki Mazboti Ke Liye Allah Se Duaein Mangtay Allah Pak Ne Unki Duaein Sun Lein Aur Unke Diloun Ko Hosla Day Kar Mazboot Kar Diya.

Jab Badshah Ko Is ilan Ki Khabar Mili Tu Us Ne in Nujawanoun Ko Bula Kar Dhamki Di Ke Boot Parast Ban Jao Warna Qatal Kara Dounga. Woh Nujawan Apne iman Per Qaim Rahe Aur Jaan Bachane Ke Liye Shehar Se Nikal Gaye Aur Unka Kutta Bhi Unke Sath Chal Para. 

Woh Aaik Ghaar Mein Ja Kar Chup Gaye Aur Allah Pak Ne Unki Duaein Qabool Kar Li. Jab Woh Sonay Ke Liye Laitay Tu Allah Pak Ka Aaik Mujaza Shuru Huwa Unko Aaisi Neeend Aai Ke Woh 309 Saal Tak Bekhabar Sotay Rahe. is Neend Ke Duran Allah Pak Ne Unki Har Khatray Se Hifazat Ki.

Jab Woh Jagay Tu Unhein Aaisa Laga Jaisay Woh Thori Dair Hi Soay Hain Unhein Bhookh Lag Rahi Thi Aaik Nujawan Khana Khareednay Ke Liye Chuptay Chipate Shehar Aaya Usse Shehar Ka Mahool Bohat Ajeeb Laga Sari imaratein Aur Bazaar Badal Chukay Thay.

 Sab Loog Ajnabi Thay Uski Samajh Mein Yeh Nahin Aa Raha Tha Ke Achanak Yeh Kya Maajra Ho Gaya Hai. Usnay Khana Liya Aur Dukandaar Ko Apna Sikka Diya Dukandaar Ne Hairat Se Sikka Daikha Aur Us Say Pocha Yeh Sikka Tum Ko Kahan Se Mila. 

Nujawan Ne Jawaab Diya Yeh Mein Nay Khud Kamaya Hai Dukandaar Ne Kaha Kya Matlab? Yeh Sikka Tu 300 Saal Purana Jai Hai Is Tarah Us Nujawan Ko Pata Chala Ke Woh Sab Sathi Taqreeban 300 Saal Tak Sotay Rahay Hain. 

Usne Yeh Baat Dukandaar Ko Btai Thori Dair Mein Yeh Khabar Saray Shehar Mein Phail Hai Aur Badshah Ko Bhi Mil Gai Us Waqat Wahan Jo Badshah Tha. Woh Allah Pak Per iman La Chuka Tha.

 Woh Sab Nujawanoun Se Mila Aur Unki Bohat izzat Ki Nujawanoun Ne Allah Pak Ka Shukar Aada Kiya.

Next article mein Hazrat Shees A.s ka waqia bayan kiya gaya hai:

Ashab e Kahf Story in English

Many years ago, a country was ruled by a cruel pagan king. The people here used to worship the deity Bottun and asked them for their abode. The king of that place made this law that anyone who does not worship Bottun should be killed.

They recited the word and prayed to Allah for the strengthening of their faith. Allah Almighty listened to their prayers and encouraged and strengthened their hearts. Become a bot fan or else I will kill you.

Those young men remained faithful to their faith and left the city to save their lives and their dog also went with them. They went to a cave and shut up and Allah accepted their prayers. When he lay down to sleep, a MUJAZA of Allah started and he fell asleep in such a way that he slept unconsciously for 309 years. During this sleep, Allah protected him from every danger.

When he woke up, he felt as if he had slept for a while, he was hungry. A young man sneaked into the city to buy food. He found the atmosphere of the city very strange. All the buildings and markets had changed. All the people were strangers, he did not understand that what happened suddenly. He took the food and gave his coin to the shopkeeper. The shopkeeper saw the coin in surprise and asked him where did you get this coin from.

 Naujawan replied, "I have earned it myself." The shopkeeper said, "What do you mean?" This coin is said to be 300 years old, so this young man found out that all his companions have been sleeping for almost 300 years.

He told this to the shopkeeper, and in a short time, this news spread throughout the city and the king also got to know the fact that he was the king there. He had believed in Allah. He met all the youths and the youths thanked God for their great respect.

Post a Comment

0 Comments