Tu shamme risalat hai lyrics

Tu shamme risalat hai lyrics
Tu shamme risalat hai lyrics

Tu shamme risalat hai lyrics

Too Shamm e Risaalat hai Aalam tera Parwana
Tu Maah-e-Nabuwat hai Ay Jalwa-e-Jaanaa Na

Jo Saqi-e-Kausar ke Chehre se Naqaab uthhe
Har Dil banay Mai-khana Har Aankh ho Paimaana

Dil apne chamak uthhe Imaan ki Tal-at se
Kar Aankh bhi Nurani Ay Jalwa-e-Jaanaa Na

Tum aaye chhati baazi Ronak hui phir taaza
Kaaba hua phir Kaaba Kar daala tha But-khaana

Kyoon Zulf e Mu-amber se Kooche na mehak uthhe
Hai Panja e Qudrat jab Zulfon ka tere Shaana

Is Dar ki Huzoori hi Isyaa ki dawaa teri
Hai Zehr e Mu’aasi ka Taybah hi Shifa-khaana

Har Phool mein Boo teri Har Shamm’a mein Zou teri
Bulbul hai tera bulbul Parwana hai Parwaana

Peete hain tere dar ka Khate hain tere dar ka
Paani hai tera paani Daana hai tera daana

Sang e Dar e Jaana par Karta hoon jabhi Sa-ee
Sajda na samajh Najdi Sar deta hoon Nazraana

Woh kehte na kehte kuch Woh karte na karte kuch
Ai kaash woh sun lete Mujh se mera Afsana

Aabaad isse farmaa Veeraan hai Dil e Noori
Jalwe tere bas jaayein Aabaad ho Veeraana

Sarkaar ke Jalwon se Roshan hai Dil e Noori
Ta Hashr rahe Roshan Noori ka yeh Kaashaana

Naat Lyrics in English Script

You are the Lamp of Prophethood, the world is your lover,

You are the Moon of Messengership, O Radiance of Beloved Presence.


When the Veil is lifted from the Face of the Cupbearer of Kawthar,
Every heart becomes a tavern, every eye turns into a goblet.


Hearts shine bright with the glow of Faith,
And eyes become luminous, O Radiance of Beloved Presence.


When you arrived, the spirit of faith was renewed,
The Kaaba became Kaaba again, once turned into an idol-house.


Why would the streets not be scented by your perfumed locks,
When the Hand of Power rests upon your blessed hair?


The nearness of your Door is the cure for sins,
The poison of disobedience is healed only in Tayyibah.


In every flower is your fragrance, in every lamp your light,
Every nightingale belongs to you, every moth belongs to you.


We drink from your threshold, we eat from your threshold,
The water is yours, the grain is yours.


At the Stone of the Beloved’s Door, when I strive,
Do not call it a prostration, Najdi — it is my humble offering.


They neither say nor speak, they neither act nor move,
O, if only they would listen to my tale.


Grant life to this desolate heart of Noori,
Let your radiance settle, making ruins prosperous.


With the Splendor of the Beloved, Noori’s heart is bright,
Until Resurrection, may this dwelling of Noori remain illuminated.

Read Next Naat Sharif:

Post a Comment

0 Comments